Hello Friends My self Ranjit Kumar Chauhan,Yadi ap apne phone me Unknown Source se koi Application download Krate Aur jaise app application ko Install karte hai to Application install nhi hota hai, aur show hota hai Package installer has stop aur aise application install nhi hota hai. Is problem ko solve karne ke me apko yaha bataunga.
Iske liye sabse phle apko Apne phone ke Developer setting me jana hoga aur oha apko Find karna hoga USE DEBUGGING aur INSTALLAATION VIA USB ye dono opption ko apko on karni hogi.
Sabse pahle apko apne phone ke setting me jani oha apko apne phone ke About phone ya My phone vale option par click karni uske bad oha apko ek option milega BUILD NUMBER apko simply us par lagatar 4 to 5 time press karani uske baad developer setting on ho jayega.
Mobile Phone setting karne ke baad Apko simply apne pc ko open karne hai aur pc ko phone se connect karke apko jo Application install karni usko apke pc me rakh leni hai.
Iske baad apko do tool ki jarurat padega.
1. ADB installer
2. ADB Fastboot Tool
Niche apko iska link mil jayega jispe click karke ap use simply download kar sakte.
Iske baad apko simply Adb installer ko open karni hai, oha apko first option par ek applictaion milega 15_sec_ADB_Istaller Apko simply use open karni hai,Open Karne ke baad apse puchha jayega Do you want to install Fastboot (y/n) Apko simply Y press karke Enter karni hai. Iske bad Apko phir se ek optin ayega Install ADB System-wide? (y/n)Apko phir se y press karni hai. iske baad apko phir se ek option ayega Do you want to install device Driver ? (y/n) apko phir se Y press karke inter karni hai. aur apka device driver install karne ka option aa jayega aur oha app finally apne sysetem me device driver install kar sakte hai.
Ab apko jis Application ko install karni us application ke name ko rename karni hai
EX.. MX player.apk = a.apk
Iske bad apko Is application ko ADB Fastboot Tool vale file me paste kar deni hai.Ab apko second option ADB Fastboot Tool ko open karni aur yaha apko ek option mil jayega OPEN.CMD Apko simply ispe click karni hai apka CMD open ho jayega,
1. Ab apko phle type karni hai Adb devices aur enter press karni hai, Iske baad apke phone me Allow usb debuging ka pup up ayega apko ismply Allow kar deni hai. Allow karne ke bad apka phone pc se usb ke through connect ho jayega.
2. ab apko type karni hai Adb install a.apk(aap jo name ane application ka rename kiya hai) enter press karte hi application install hona start ho jayega. aur apko show hoga success Yadi failed show hoga to apka application install nhi hua hoga yadi success show hoga iska mtlb application successfully apke phone me install ho gya hai.
1. ADB Installer
Download2. ADB Fastboot Tool
DownloadYaha click karke Video dekhiye
Some partners do not ask for your consent to process your data, instead, they rely on their legitimate business interest. Personal data processed includes but is not limited to cookies, IP addresses, and URLs visited. View our list of partners to see the purposes they believe they have a legitimate interest for and object to legitimate interests on a per vendor basis. Manage your settings and object to purposes as a legitimate interest in general.
You can change your settings at any time, including by withdrawing your consent, by clicking on the cog icon in the bottom right hand corner.